Mere rang mein rangne waali
Paree ho ya ho pariyon ki raani
Ya ho meri prem kahaani
Mere savaalon ka jawaab do do naa
Mere rang mein rangne waali
Paree ho ya ho pariyon ki raani
Ya ho meri prem kahaani
Mere savaalon ka jawaab do do naa
Bolo na kyon ye chaand sitaare
Thakthe hain yoon mukhde ko tumhaare
Bolo na kyon ye chaand sitaare
Thakthe hain yoon mukhde ko tumhaare
Chhooke badan ko hava kyon mehki
Raat hai kyon behaki behaki
Mere savaalon ka jawaab do do naa
Prabhudas musalikuppa
Kyon hon tum sharmaayi huyee si
Lagti ho kuchh ghabraayi huyee si
O kyon hon tum sharmaayi huyee si
Lagti ho kuchh ghabraayi huyee si
Dhalka hua sa aanchal kyon hai
Ye mere dil mein hulchul kyon hai
Mere savaalon ka jawaab do do naa
Dono taraf benaam si uljhan
Jaise mile hon dulhaa dulhan
Ha ha ha ha ha
Dono taraf benaam si uljhan
Jaise mile hon dulhaa dulhan
Dono ki aisi haalat kyon hai
Haan phir itni mohabbat kyon hai
Mere savaalon ka jawaab do do naa
Mere rang mein rangne waali
Paree ho ya ho pariyon ki raani
Ya ho meri prem kahaani
Mere savaalon ka jawaab do