Tumse milne ki tamanna hai,
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai, jaanam
Tumse milne ki tamanna hai,
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai, jaanam
Jo kabhi hum mile,
Toh zamana dekhega apna pyar
O mere yaar, o mere yaar
Tumse milne ki tamanna hai,
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai, jaanam
Jo kabhi hum mile,
Toh zamana dekhega apna pyar
O mere yaar, o mere yaar
Tumse milne ki tamanna hai,
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai, jaanam
Main shayar nahi, deewana nahi
Main aashiq nahi, parwana nahi
Main shayar nahi, deewana nahi
Main aashiq nahi, parwana nahi
Mili jabse nazar, tab se jaanejigar
Mili jabse nazar, tab se jaanejigar
Main ho gaya deewana,
Main ho gaya deewana
Ab jaane kya hoga jaane jaana
Tumse milne ki tamanna hai,
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai, jaanam
Tumse milne ki tamanna hai,
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai, jaanam
Kya bata phir kahan, kab mulaqaat ho
Woh haseena se phir, dil ki baat ho
Kya bata phir kahan, kab mulaqaat ho
Woh haseena se phir, dil ki baat ho
Uske jaisi hansi, maine dekhi nahi
Uske jaisi hansi, maine dekhi nahi
Rokega kya zamana, maine
Dil mein hai thaana
Mujhko use hai abhi apna banana
Tumse milne ki tamanna hai,
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai, jaanam
Tumse milne ki tamanna hai,
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai, jaanam
Jo kabhi hum mile,
Toh zamana dekhega apna pyar
O mere yaar, o mere yaar
Tumse milne ki tamanna hai,
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai, jaanam