Dekha hai pahali baar
Saajan ki aankhon mein pyar (2 )
Aab ja ke aaya mere
Bechain dil ko karaar
Dilbar tujhe milne ko
Kab se tha main bekaraar
Ab ja ke aaya mere
Bechain dil ko karaar
Dekha hai pahali baar
Saajan ki aankhon mein pyar
Aab ja ke aaya mere
Bechain dil ko karaar
Palkein jhukaun
Tujhe dil mein basaau
Ab bin tere main to
Kahi chain na paau
Palkein jhukaun
Tujhe dil mein basaau
Ab bin tere main to
Kahi chain na paau
Tu mera jigar hai
Tu meri nazar hai
Tu meri aarazu
Tu mera hamsafar hai
Dekha hai pahali baar
Saajan ki aankhon mein pyar
Aab ja ke aaya mere
Bechain dil ko karaar
Meri adaaye ye meri jawani
Bas tere liye hai
Ye meri zindagani
Meri adaaye ye meri jawani
Bas tere liye hai
Ye meri zindagani
Tu meri gazal hai
Tu mera tarana
A teri dhadkanon pe
Likh du dil ka fasana
Dekha hai pahali baar
Saajan ki aankhon mein pyar
Dekha hai pehli baar
Jaanam ki aankhon mein pyar
Tab ja ke aaya mere
Bechain dil ko karaar
Dilbar tujhe milne ko
Kab se thi main bekarar
Ab ja ke aaya mere
Bechain dil ko karar
Dekha hai pahali baar
Saajan ki aankhon mein pyar