Tera saath hai kitna pyara
Tera saath hai kitna pyara
Kam lagta hai jeewan sara
Tere milan ki lagan mein.
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Maine
Maine tan man tujh par vaara
Pyaas bujhi na karke nazara
Tere milan ki lagan mein
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Ho tera saath hai kitna pyara
Jitni tujh mein hai ada
Utni hi wafaa, utni hi wafa
Jitna jahan mein pyaar hai
Tujhse mujhe mila
Tujhse mujhe mila
Badhti jaaye
yeh betabi
Badhti jaaye yeh betabi
Jitna karoon nazara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Ho tera saath hai kitna pyara
Pyaar ke ek ek pal pe hai
Sau jeewan qurbaan
Sau jeewan qurbaan
Pyaar kabhi marta nahin
Marte hain insaan
Marte hain insaan
Naam usi ka
Jeewan hai jo
Naam usi ka jeewan hai jo
Tere saath guzara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Ho tera saath hai kitna pyara
Kam lagta hai jeewan sara
Tere milan ki lagan mein
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Maine tan man tujh par vaara
Pyaas bujhi na karke nazara
Tere milan ki lagan mein
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara