Main kabhi batlaata nahi,
Par andhere se darta hoon main maa
Yuun to main dikhlaata nahi,
Teri parwaaha karta hoon main maa
Tujhe sab hai pata, hai na maa
Tujhe sab hai pata...
Meri maa
Bheed mein yuun na chhodo mujhe,
Ghar laut ke bhi aana paau maa
Bhejna itna door mujhko tu,
Yaad bhi tujhko aana paau maa
Kya itna bura hoon main maa
Kya itna bura...
Meri maa