menu-iconlogo
logo

Sandese Aate Hai

logo
Paroles
Hoho...

Sandese aate hain,

Hame tadpate hain

Toh chitthee aati hai,

Toh puchhe jati hai

Ke ghar kab aaoge,

Ke ghar kab aaoge

Likho kab aaoge,

Kee tum binyeh ghar suna suna hai

Sandese aate hain,

Hame tadpate hain

Toh chitthee aati hai,

Toh puchhe jati hai

Ke ghar kab aaoge,

Ke ghar kab aaoge

Likho kab aaoge,

Kee tum binyeh ghar suna suna hai

Kisi dilwali ne,

Kisi matwali ne

Hame khat likkha hai,

Kee hamse puchha hai

Kisi kee sanso ne,

Kisi kee dhadkan ne

Kisi kee chudi ne,

Kisi ke kangan ne

Kisi ke k e ne,

Kisi ke g e ne

Mahekti subaho ne,

Machalti shamo ne

Akeli rato ne,

Adhuri bato ne

Tarasti baho ne,

Aur puchha hai tarsi nighaho ne

Ke ghar kab aaoge,

Ke ghar kab aaoge

Likho kab aaoge,

Kee tum bin yeh dil suna suna hai

Sandese aate hain,

Hame tadpate hain

Toh chitthee aati hai,

Toh puchhe jati hai

Ke ghar kab aaoge,

Ke ghar kab aaoge

Likho kab aaoge,

Kee tumbin yeh ghar suna suna hai

Mohabbatwalo ne,

Hamare yaro ne

Hame yeh likkha hai,

Ke hamse puchha hai

Hamare gao ne,

Aam kee chaanvo ne

Purane pipal ne,

Baraste badal ne

Khet khaliayano ne,

Hare maidano ne

Basanti belo ne,

Jhumti belo ne

Lachakte jhulo ne,

Behekte phulo ne

Chatakti kaliyo ne,

Aur puchha hain gao kee galiyo ne

Ke ghar kab aaoge,

Ke ghar kab aaoge

Likho kab aaoge,

Kee tumbin gaon suna suna hai

Sandese aate hain,

Hame tadpate hain

Toh chitthee aati hai,

Toh puchhe jati hai

Ke ghar kab aaoge,

Ke ghar kab aaoge

Likho kab aaoge,

Kee tumbin yeh ghar suna suna hai

Oh oh oh.............

Kabhee ek mamta kee,

Pyar kee ganga kee

Woh chitthee aati hai,

Sath woh lati hai

Mere din bachpan ke,

Khel woh aangan ke

Woh saya aanchal kaa,

Woh tika kajal kaa

Woh lori rato me

Woh narmi hatho me

Woh chahat aankho me

Woh chinta bato me

Bigadna upar se

Mohabbat andar se

Kare woh devi ma,

Yahi har khat me puchhe meree ma

Ke ghar kab aaoge,

Ke ghar kab aaoge

Likho kab aaoge,

Kee tumbin aangan suna suna hai

Sandese aate hain,

Hame tadpate hain

Toh chitthee aati hai,

Toh puchhe jati hai

Ke ghar kab aaoge,

Ke ghar kab aaoge

Likho kab aaoge,

Kee tumbin yeh ghar suna suna hai

Ai gujrane wali hawa bata,

Mera itna kam karegi kya

Mere ganv jaa mere dosto ko salam de

Meree ganv me hai jo woh gali,

Jahan rehti hai meree dilruba

Use mere pyar kaa jam de

Use mere pyar kaa jam de

Wahi thodee dur hai ghar mera,

Mera ghar me hai meree budhi ma

Mere ma ke pairo ko chhuke tu

Use usake bete kaa nam de

Ai gujrane wali hawa jara,

Mere dosto, meree dilruba

Meree maa ko mera paiyam de,

Unhe jake tu yeh paigam de

Mai wapas aaunga,

Mai wapas aaunga

Phir apne gao me,

Usiki chao me

Kee ma ke aanchal se,

Ganv ke pipal se

Kisike kajal se,

Kiya jowada tha woh nibhaunga

Mai ek din aaoonga (6)