Pardesiyaa tere des mein
Dil is tarhaa milta hai kya
Batla zaraa tere des mein
Pyaar is tarhaa milta hai kya
Meri janiyaa tere des mein
Teer is tarhaa chalta hai kya
Batla zaraa tere des mein
Roop is tarhaa khilta hai kya
Pardesiyaa
Naak mein nathni haan
Kaan mein baali
Bindiya ka ye tara
Resham ki ye ho ghaghra choli
Dekh kahin dil hara
Are rang hai teraa aisa niraala
Kuchh kala kuchh gora
Jadugar hain
Haye aankhen teri
Tu hai ek lutera
Ho le le le le la la la
La la la la la la la
Pardesiyaa tere des mein
Dil is tarhaa milta hai kya
Pardesiyaa
Mausam bheegaa mahka mahka
Mast pawan lehrayi
Are chori choriI chhuke sajan ko
Are leke sandesha aayi
Main hoon deewanaa
Ho bahka bahka
Masti anokhi chhayi
Kaanon mein kah dee
Ho kya kahti hai
Tujhse pawan purwai
He la la la la la la la
La la la la la la la
Pardesiyaa tere des mein
Dil is tarhaa milta hai kya
Meri janiyaa tere des mein
Teer is tarhaa chalta hai kya
Meri janiyaa