maana teri nazar mein
tera pyaar hum nahin
maana teri nazar mein
tera pyaar hum nahin
kaise kahen ke tere
kaise kahen ke tere
talabgaar hum nahin
maana teri nazar mein
tann ko jalaa ke raakh
banaaya bichhaa diyaaa
tann ko jalaa ke raakh
banaaya bichhaa diyaaa
lo ab tumhaari raah mein
deewaar hum nahin
lo ab tumhaari raah mein
deewaar hum nahin
maana teri nazar mein
jiss ko nikhaara humne
tammana ke khoon se
jiss ko nikhaara humne
tammana ke khoon se
gulshan mein uss bahaar ke
haqdaar hum nahin
gulshan mein uss bahaar ke
haqdaar hum nahin
maana teri nazar mein
dhokha diya hai khud ko
muhabbat ke naam par
dhokha diya hai khud ko
muhabbat ke naam par
ye kiss tarah kahen ke
gunahgaar hum nahin
maana teri nazar mein
tera pyaar hum nahin
kaise kahen ke tere
kaise kahen ke tere
talabgaar hum nahin
maana teri nazar mein