menu-iconlogo
logo

Mat Maari

logo
Paroles
Idiot!

Hatt teri toh!

Ek maar ke na tera munh suja dungi main

Chor, lukkha, luccha, ganda

Chor hai tu, luccha hai tu

Had se bada tuccha hai tu

Chor hun main

Luccha hun main

Had se bada tuccha hai main

Huh!

Kabhi dekha hai tune sheeshe mein khudko

Akal se khacchar

Shakal se bandar

Harqatein hai gundo wali

Baaton se tu hai mawaali

(Thank You!)

Harqatein hai gundo wali

Baaton se main hun mawaali

Lafanga pukaare ya gunda mawaali

Mujhe teri gaali bhi lagti hai taali

Shut up!

Okay, you shut up!

Lafanga pukaare ya gunda mawaali

Mujhe teri gaali bhi lagti hai taali

Ho maari maari maari

Gayi meri mat maari

(Arey mar jaa ke kahin!)

Ho maari maari maari

Gayi meri mat maari

(Joker lagta hai Joker!)

Diye ja bhale duniya bhar ke udaahran

Tu khud jaanti hai ki tere hi kaaran

Ho Maari maari maari

Gayi meri mat mari

Ho maari maari maari

Gayi meri mat maari

Huh! tujh jaise 1765 takarte hain

Ginti sikhata hai kisey

Hadd paar karne ki koshish agar ki toh

Chappal se maarungi tujhe

Ye aadat kameeni bichhadti nahin haain

Ye aadat kameeni bichhadti nahin

Sharafat mere palle padti nahi

Ho maari maari maari

Gayi meri mat maari

Ho maari maari maari

Waise - haan bol

Buddhi tujhe toh aadhi mili thi

Thodi body bachi thi (ha ha)

Woh bhi ishaq ki bimari mein pad gayi pad gayi

(ye kya baat kar rahi hai)

Na body ki chinta na khaane ki sudh hain

Na body ki chinta, na khaane ki sudh hai

Na din ka pata hai ki mangal hai, budh hai

Ki maari maari maari

(Arey ye maari maari maari kya laga rakha hai)

Arey ye maari maari maari kya laga rakha hai

Bada dheet hai re tu, nahi maanega

Koi batayega main iska kya karun

Ho maari maari maari gayi meri mat maari

Ho maari maari maari gayi meri mat maari

(Hey bhagwan mere,

Koi mujhe iss paagal se bachao)

Ho maari maari maari gayi meri mat maari

Ho maari maari maari gayi meri mat maari

Khaamosh!