Lagi aaj Saawan ki phir woh jhadi hain
Lagi aaj Saawan ki phir woh jhadi hain
Wohi aag senee main phir jal padi hain
Lagi aaj saawan ki phir woh jadhi hain
Kuchh aise hi din the
woh jab hum mile the
Aa aa aaaaaa
Chaman mein nahi phool
dil mein khile the
Aa aa aaa
Wohi to hai mausam magar rut nahin woh
Aa aaa
Mere saath barsaat bhi ro padi hai
Lagi aaj sawan ki phir woh jhadi hai
Aa aaaa
Lagi aaj sawan ki phir woh jhadi hai
Koi kash dil pe zara hath rakh de
Mere dil ke tukdon ko ek sath rakh de
Magar yeh hain khwabon
khyalon ki baatein
Kabhi toot kar cheez koi judi hai
Lagi aaj sawan ki phir woh jhadi hai
Lagi aaj sawan ki phir woh jhadi hai
Wohi aag senee main phir jal padi hain
Lagi aaj sawan ki phir woh jhadi hai