menu-iconlogo
logo

Meri Qismat Men Tu Nahin Shayad

logo
Paroles
Meri kismat mein tu nahi shayad

Kyun tera intezar karta hoon

Main tujhe kal bhi pyaar karta tha

Main tujhe ab bhi pyaar karta hoon

Meri kismat mein tu nahi shayad

Kyun tera intezar karta hoon

Main tujhe kal bhi pyaar karta tha

Main tujhe ab bhi pyaar karta hoon (2)

Aaa aaa aaa aaa aaa

Aaj samjhi hoon pyaar ko shayad

Aaj main tujhko pyaar karti hoon

Kal mera intezar tha tujhko

Aaj main intezar karti hoon

Meri kismat mein tu nahi shayad

Aaa aaa aaa aaa aaaa

Ohh ooo ooo ooo o

Sochta hoon ke meri aankhon ne

Kyun sajaaye the pyaar ke sapne

Sochta hoon ke meri aankhon ne

Kyun sajaaye the pyaar ke sapne

Tujhse maangi thi ek kushi maine

Tune gham bhi nahi diye apne

Tune gham bhi nahi diye apne

Zindagi bojh ban gayi ab to

Ab to jeeta hoon aur na marta hoon

Main tujhe kal bhi pyaar karta tha

Main tujhe ab bhi pyaar karta hoon

Meri kismat mein tu nahi shayad

Aaaaaaa aaaaaaa hooooooo aaaaa

aaaaaaa aaaaaaa oooooooo aaaaa

aaaaaaa hoooooo

Ab na tootein yeh pyaar ke rishte

Ab na tootein yeh pyaar ke rishte

Ab yeh rishte sambhaalne honge

Meri raahon se tujhko kal ki tarah

Dukh ke kaante nikaalne honge

Dukh ke kaante nikaalne honge

Mil na jaayein kushi ke raste mein

Gham ki parchhaiyon se darti hoon

Kal mera intezar tha tujhko

Aaj main intezar karti hoon

Aaj samjhi hoon pyaar ko shayad

aaa aaaa aaaa aaa aaa

aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa

aaa aaaa aaaa aaa aaa

aaaa aaaa oooo ooooo

Dil nahin ikhtiyar mein mere

Jaan jaayegi pyaar mein tere

Tujhse milne ki aas hai aaja

Meri duniya udaas hai aaja

Meri duniya udaas hai aaja

Pyaar shayad isi ko kehte hain

Har ghadi bekarar rehta hoon

Raat din teri yaad aati hai

Raat din intezar karti hoon

Meri kismat mein tu nahi shayad

Kyun tera intezar karta hoon

Main tujhe kal bhi pyaar karti thi

Main tujhe ab bhi pyaar karta hoon

Main tujhe pyaar pyaar karti hoon

Main tujhe pyaar pyaar karta hoon

Main tujhe pyaar pyaar karti hoon

Main tujhe pyaar pyaar karta hoon

Main tujhe pyaar pyaar karti hoon

Main tujhe pyaar pyaar karta hoon

Meri Qismat Men Tu Nahin Shayad par Suresh Wadkar/Lata Mangeshkar - Paroles et Couvertures