Ye aankhe dekh kar ham sari duniya
Bhul jaate haiiiiiiiiiI
Ye aankhe dekh kar ham sari duniya
Bhul jaate haiiiiiiiiiI
Inhe paane kiiiI........
Inhe paane ki dhun me har tamanna
Bhul jaate haiiiiiiiI......
Tum apni mahki mahki julf ke
Pechon ko kam kar do.....
Tum apni mahki mahki julf ke
Pechon ko kam kar do.....
Musafir inme girkar apna rasta
Bhul jaate, bhul jaate haiiiiiiiI
Ye aankhe dekh kar ham
Sari duniya bhul jaate hai
Ye baahe jab hame apni
Panaho me bulati haiiiiiii
Ye baahe jab hame apni
Panaho me bulati haiiiiiii
Hame apni kasammmm.
Hame apni kasam ham har.
Sahra bhul jaate haiiiiiI
Tumhare narm o najuk honth
Jis dam muskrate haiiiI
Tumhare narm o najuk honth
Jis dam muskrate haiI
Bahaaren jhepti hain phul khilna
Bhul jaate haiiiiiI
Ye aankhe dekh kar ham
Sari duniya bhul jaate haiiin
Bahut kuch tumse kahne ki
Tamanna dil me rakhte hai
Bahut kuch tumse kahne ki
Tamannaaaaaaa dil me rakhte haiiiiiI
Magar jab saamne aate hain,
Kahna bhul jaate hai
Muhabbat me zuba chup ho to
Aankhe baat karti hai
Muhabbat me zuba chup ho to
Aankhe baat karti hai
Wo keh deti hai sab baate
Jo kahna bhul jaate haiiiiiiiii
Ye aankhe dekh kar ham sari
Duniya bhul jaate hai
Ye aankhe, dekh kar ham sari
Duniya bhul jaate hai