Yeh aankhein de.kh kar hum saari
Duniya bhool jaate hain
Yeh aankhein dekh kar hum saari
Duniya bhool jaate hain
Inhein paane.ee. ki
Inhein paane ki dhun mein
Harr tamanna bhooool jaate hain
Tum apni mehki mehki zulf ke
Pechon ko kam kar do
Tum apni mehki mehki zulf ke
Pechon ko kam kar do
Musafir inmein ghir kar
Apna rasta bhoooool jaate
Bhul jaate hain
Yeh aankhein dekh kar hum saari
Duniya bhool jaate hain
Yeh baahe.in jab hamein apniiiI
Panaahon mein bulaati hai.nn
Yeh baahe.in jab hamein apniI
Panaahon mein bulaati hai.nn
Hamein apni kasammmmmmm
Hamein apni kasam hum har
Sahaara bhooool jaate hai.nnn
Tumhare narm o naazuk honth
Jis dam mus.kurate hain
Tumhare narm o naazuk honth
Jis dam mus.kurate hain
Baharein jhenpti hain
Phool khilna bhooool jaate hain.nn
Yeh aankhein dekh kar hum saari
Duniya bhool jaate hain
Bahut kuch tumse kehne ki
Tamanna dil mein rakhte hai.n
Bahut kuch tumse kehne ki
Tamannaaaaa, dil mein rakhte hai.nnn
Magar jab saamne aate hain
Kehnaa.a bhool jaate hain
Mohabbat mein zubaan chup ho to
Aankhein baat karti hain
Mohabbat mein zubaan chup ho to
Aankhein baat karti hain
Woh keh deti hain sab baatein
Jo kehna bhooool jaate hain.nnn
Yeh aankhein dekh kar hum saari
Duniya bhool jaate hain
Yeh aankhein dekh kar hum saari
Duniya bhool jaate hain