Goro ki na kalo ki
Duniya hain dilwalo ki
Haan goro ki na kalo ki
Duniya hain dilwalo ki
Haske jiye haske mare
Hum jaise dilwalo ki
Ho... goro ki na kalo ki
Duniya hain dilwalo ki..
Gali gali main geet
Humare gunje subaho sham
Hum geeto ke saudagar
Hain yahi humara kaam
Arrey gali gali main geet
Humare gunje subaho sham
Hum geeto ke saudagar
Hain yahi humara kaam
Na sona na chandi, geeto se humko pyar
Na sona
Na chandi
Geeto se humko pyar
Goro ki na kalo ki
Duniya hain dilwalo ki
Goro ki na kalo ki
Duniya hain dilwalo ki..
Ha jeena hain din char yahan
Khush ho ke jee le yaar
Karna hai kuch agar tujhe
Jee bhar ke kar le pyar
Arrey jeena hain din char yahan
Khush ho ke jee le yaar
Karna hai kuch agar tujhe
Jee bhar ke kar le pyar
Kya tera kya mera bhoola de mere yaar
Kya tera
Kya mera
Bhoola de mere yaar
Goro ki na kalo ki
Duniya hain dilwalo ki
Haske jiye haske mare
Hum jaise dilwalo ki
Ho... goro ki na kalo ki
Duniya hain dilwalo ki
Goro ki na kalo ki
Duniya hain dilwalo ki