Gazab ka hai din socho zara
Ye deewanapan dekho zara
Tum ho akele hum bhi akele
Maza aa raha hai
Kasam se kasam se
Gazab ka hai din socho zara
Ye deewanapan dekho zara
Tum ho akele hum bhi akele
Maza aa raha hai
Kasam se, kasam se
Dekh lo hum ko kareeb se
Aaj hum mile hain naseeb se
Dekh lo hum ko kareeb se
Aaj hum mile hain naseeb se
Ye pal fir kaha aur ye manzil fir kahaa
Hooo Gazab ka hai din socho zara
Ye deewanapan dekho zara
Tum ho akele hum bhi akele
Maza aa raha hai
Kasam se, kasam se
Kyaa kahoo meraa jo haal hai
Raat din tumhaaraa khayaal hai
Hoo kyaa kahoo meraa jo haal hai
Raat din tumhaaraa khayaal hai
Fir bhi jaane jaan
Main kahaan aur tum kahaan
Hooo gazab ka hai din socho zara
Ye deewanapan dekho zara
Tum ho akele hum bhi akele
Maza aa raha hai
Kasam se, kasam se.