Main ishq uska
Woh aashiqui hai meri
Main ishq uska
Woh aashiqui hai meri
Woh ladki nahi zindagi hai meri
Woh ladki nahi zindagi hai meri
Aankhon main hai
Uska chehra
Yaadon main hai
Uska pehra
Main hu rahi
Woh hai manzil
Karna hai ab
Usko haasil
In dhadkanon main baje
Uski hi sargam
Woh meri jaana hain woh meri jaanam
Main chain uska woh tishnji hai meri
Main chain uska woh tishnji hai meri
Woh ladki nahi zindagi hai meri
Woh ladki nahi zindagi hai
Khusboo jaisi aaye jaaye
Kitna dil ko woh tadpaye woh tadpaye
Meri sansein sansein meri dhadkan dhadkan
Woh hai mera deewanapan deewanapan
Betaabiyon main hai woh
Raahat ka mausam
Uske liye hi meri chaahat ka mausam
Main hosh uska woh bekhudi hai meri
Main hosh uska woh bekhudi hai meri
Woh ladki nahi zindagi hai meri
Woh ladki nahi zindagi hai meri
Woh ladki nahi zindagi hai meri
Woh ladki nahi zindagi hai meri