Pyaar dewaanaa hotaa hai
Mastanaa hotaa hain
Har khushi se har gham se
Begaanaa hotaa hain
Pyaar diwaanaa hotaa hai
Mastaanaa hotaa hain
Har khushee se har gham se
Begaanaa hotaa hain
Shamaa kahe parawaane se
Pare chala jaa
Meri tarah jal jaayega
Yahan nahin aa
Shamaa kahe parawaane se
Pare chala jaa
Meri tarah jal jaayega
Yahan nahin aaaaa
Wo nahin sunta usko
Jal jaana hota hain
Pyaar diwaanaa hotaa hai
Mastaanaa hotaa hain
Suno kisee shaayar ne ye
Kahaa bahot khub
Manaa kare duniyaan lekin
Mere mehaboob
Suno kisee shaayar ne ye
Kahaa bahot khub
Manaa kare duniyaan
Mere mehaboob
Wo chhalak jaataa hai jo
Paimaanaa hotaa hain
Har khushi se har gham se
Begaanaa hotaa hain
Pyaar diwaanaa hotaa hai
Mastaanaa hotaa hain
Har khushi se har gham se
Begaanaa hotaa hain