Tere Ishq ne saathiya
Mera haal kya kar diya
Tere Ishq ne saathiya
Mera haal kya kar diya
Gulshan bhi ab to veerana lagta hai
Har apna humko begaana lagta hai
Hum teri yaadon mein khoye rehte hain
Log hamein pagal deewana kehte hai
Tere bina.. Tere Bina…
Tere Bina.. na mumkin hai…
Zindagi ka guzaara sanam
Hoo.. Zindagi ka guzaara sanam
Pyaar bhot karte hai tumse
Ishq hai tu humara sanam
Hoo.. Ishq hai tu humara sanam
Laagi chhote na, Laagi Chhote na
Laagi chhote na..
Ishq ka dhaga toote na…
Ishq ka dhaga toote na…