Bina teray na ek pal ho
na Bin teray kabhi kal ho
Yeh dil ban jai pathar ka
na is mai koi hal chal ho
Sanam pay haan ishq pay
haan mita du luta du
Mai apni khudi
Qasam say haan luta du
mita du mai yeh hasti
Ya ali rehem ali
Ya ali yaar pay qurban hai sabhi
Ya ali maddad ali
Ya ali yeh meri jaan yeh zindagi..