menu-iconlogo
logo

Chadhti Jawaani (Remix Ver.)

logo
Paroles
Chadhti jawani meri chaal mastani

Tune kadar na jaani rama

Chadhti jawani meri chaal mastani

Tune kadar na jaani rama

Hoye chadhti jawani teri chaal mastani

Tune kadar na jaani rama

Haaye ramaa a a a a a a

Haaye ramaa a a a a a a

Uljhe kaahe re main hoon

Surat mein tujhse badh ke kahin

Thehri tu hai jawaan to

Main bhi sajeela kuch kam nahi

Ho ho ho

Uljhe kaahe re, main hoon

Surat mein tujhse badh ke kahin

Thehri tu hai jawaan to

Main bhi sajeela kuch kam nahi

Haaye duniya huyi re

Mere pyar mein deewani

Lakhon ki main diljani rama

Chadhti jawani meri chaal mastani

Tune kadar na jaani rama

Haaye ramaa a s a a a

Haaye ramaa a a a a a

Woh kaun aisi hai jiska hai

Roop aisa jaadoo bhara

Ja re main bhi to dekhoon

Tu jiski dhun mein hai bavra

Woh kaun aisi hai jiska hai

Roop aisa jaadoo bhara

Ja re main bhi to dekhun

Tu jiski dhun mein hai bavra

Hoye uske kadam choome teri jawani

Woh hai sheher ki rani rama

Chadhti jawani meri chaal mastani

Tune kadar na jaani rama

Haaye ramaa a a a a a

Hoye ramaa a a a a a

Haaye rama a a a a a

Haaye rama a a a a a

Chadhti Jawaani (Remix Ver.) par Zubeen Garg/shashwati - Paroles et Couvertures