Ya Ali Rehem ali
Ya Ali Yaar pe qurban hai sabhi
Ya Ali madad waali
Ya Ali yeh meri jaan yeh zindagi
Ishq pay haan
Mita du Luta du mai apni khudi
Yaar pay haan
Luta du mita du mai yeh hasti
Yaa Ali rehem waali
Yaa Ali yaar pay qurban hai sabhi
Ya Ali madad vaali
Yaa Ali yeh meri jaan yeh zindagi
Mujhay kuch pal de qurbat ke
faqeer hum teri chahat ke
Rahey baychain dil kab tak
milay kuch pal to rahat ke
Chahat pe ishq pay haan
mita du luta du mai apni khudi
Yaar pe haan luta du
mita du mai yeh hasti
Ya Ali rehem vaali
Ya Ali yaar pay qurban hai sabhi
Ya Ali madad vaali
Ya Ali yeh meri jaan yeh zindagi
Bina tere na ek pal ho
na bin tere kabhi kal ho
Yeh dil ban jaye pathar ka
na is me koi hal chal ho
Sanam pay haan ishq pay haan
mita du luta du mai apni khudi
kasam se haan luta du
mita du mai yeh hasti
Ya Ali rehem vaali
Ya Ali yaar pay qurban hai sabhi
Ya Ali maddad waali
Ya Ali yeh meri jaan yeh zindagi