Dillagi meethi si teri
Dil ko mere behlaaye
Kaise na tujhko ye pata
Nazrein jhuke jo teri
Dhadkan meri ruk jaaye
Aise na mujhko tu sata
Aaja zara aankhon mein, mujhko chhupa le tu
Dhoondh na paaye yeh jahaan... aa
Saawali, saawali teri ye jo ankhiyaan
Baawari, baawari teri ye jo ankhiyaan
Main inmein hi doob na chaaun
Phir se main laut na paau
Aaja gale se tu laga le... laga le
Saawali, saawali teri ye jo ankhiyaan
Baawari, baawari teri ye jo ankhiyaan
Saawali, saawali teri ye jo ankhiyaan
Baawari, baawari teri ye jo ankhiyaan
(Sargam)
Meri sadaaon mein, meri duaaon mein
Maangu tujhko piya
Teri panaahon mein, teri nigahon mein
Lagta hai mora jiya
Meri sadaaon mein, meri duaaon mein
Maangu tujhko piya
Teri panaahon mein, teri nigahon mein
Lagta hai mora jiya
Aaja zara baahon mein, mujhko chhupa le tu
Dhoondh na paaye yeh jahaan... aa
Saawali, saawali teri ye jo ankhiyaan
Baawari, baawari teri ye jo ankhiyaan
Saawali, saawali teri ye jo ankhiyaan
Baawari, baawari teri ye jo ankhiyaan
Saawali, saawali teri ye jo ankhiyaan
Baawari, baawari teri ye jo ankhiyaan