Pairon kii bediyaan khwaabon ko baandhe nahi re, kabhi nahi re
Mitti kii paraton ko nanane se
Ankur bhi chhine, dhire dhire iraade hare hare
Jinke sino main ghar kare
Wo dil kii sune kare naa dare, naa dare
Subah kii kirano ko roke
Jo salakhen he kahan
Jo khayaalon pe pehare daale
Wo ankhen he kahan
Par khulne kii deree he
Parinde ud ke jhuumenge
Aasmaan aasmaan aasmaan
Subah kii kiraano ko roke
Jo salakhen he kahan
Jo khayaalon pe pehare daale
Wo ankhen he kahan
Par khulne kii deree he
Parinde ud ke jhuumenge
Aasmaan aasmaan aasmaan
Aazaadia, aazaadia
Aage naa kabhi, mili mili mili
Aazaadia, aazaadia
Jo chhine vahi, ji le ji le ji le
Subah kii kirano ko roke
Jo salakhen he kahan
Jo khayaalon pe pehare daale
Wo ankhen he kahan
Par khulne kii deree he
Parinde ud ke jhuumenge
Aasmaan aasmaan aasmaan
Kahani khatam he, yaa shuruwat
Hone ko he, hone ko he
Subah nayi he, ye yaa phir raat
Hone ko he, hone ke he
Kahani khatam he, yaa shuruwat
Hone ke he, hone ke he
Subah nayi he ye yaa phir raat
Hone ko he, hone ke he
Aane vaala vaqt degaa panaahe he
Yaa phir se milenge do raahen
Khabar he kya, kya pataa