Aise kyun kuchh to likhati hoon likh ke
Mitaati hoon main raat bhar aise
Kyun baatein khud ki hi khud se chhupaati hoon
Main aaj kal
Par yeh sab sochna dil ko yun kholna sab kuch keh kar
Hi sabko batana zaroori hai kya aise kyun
Haan haan haan tu kuch bole na suno na
Aise kyon uske honthon pe achchha
Lagata hai mera naam aise kyun kuchh bhi bole woh mann
Mein ghulta hai zakhra
Girta hai gulmohar khwabon mein raat bhar aise khaabon
Se bahaar
Nikalna zaroori hai kya aise kyun
Haan kyun haan kyun woh
Kuch bolna aise kyun haan kyun haan kyun woh kuch bolna
Aksar tumse milkar mujhko ghar sa lagta hai
Phir kyun dil hi dil mein koi darr sa lagta hai
Aksar tumse milkar mujhko ghar sa lagta hai
Phir kyun dil hi dil mein koi darr sa lagta hai beeta
Jo aakhiyaan socho main kyun bhala beeti baaton se
Dil ko dukhana zaruri hai kya aise
Kyun haan kyun haan kyun woh
Kuch bolna aise kyun haan kyun na kyun tu kuchh bol na