menu-iconlogo
logo

Sadka

logo
Testi
Kuch khwab dekhe hai,

Kuch rang soche hain

Ab maine kal apne tere sang soche hain

Iss raah mein jab bhi, tu saath hoti hai

Kisson ke panno si har baat hoti hai

Roor jo huyi mere fida,

Toh pal mein uthi koyi sada

Ke dil se huya judaa

Judaa, toota main iss tara

Sadka kiya yun ishq ka,

Ke sar jhuka jaha, deedar huya

Sadka kiya yun ishq ka,

Ke sar jhuka jaha, deedar huya

Tere mudne se suraj udh gaya

Teri roshni ke saaye

Mein main dhoop si khili

Mera aasman bhi chota padh gaya

Mujhe jab se hai baahon

Mein teri panah mili

Woh thehri teri adaa adaa,

Ke ruk bhi gaya mera khuda

Toh mujhpe yeh asar huya,

Toota main iss tarah

Sadka kiya yun ishq ka,

Ke sar jhuka jaha, deedar huya

Sadka kiya yun ishq ka,

Ke sar jhuka jaha, deedar huya

(kuch khwab dekhe hai, kuch rang

Soche hain, ab maine kal apne .. )

Teri khushbu mein bheegay khat mile

Tere rang ki siaahi se likhe, padhe sune

Teri baaton ke woh saare silsile

Meri dil ki kahani si suni kahin bune

Main kar na sakun bayaan bayaan,

Ke chup si huyi meri zubaan

Yeh dil mehmaan huya huya,

Toota main iss tara

Sadka kiya yun ishq ka,

Ke sar jhuka jaha, deedar huya

Sadka kiya yun ishq ka,

Ke sar jhuka jaha, deedar huya

Kuch khwab dekhe hai,

Kuch rang soche hain

Ab maine kal apne

Tere sang soche hain

Iss raah mein jab bhi, tu saath hoti hai

Kisson ke panno si har baat hoti hai

Roor jo huyi mere fida,

Toh pal mein uthi koyi sada

Ke dil se huya judaa

Judaa, toota main iss tara

Sadka kiya yun ishq ka,

Ke sar jhuka jaha, deedar huya

Sadka kiya yun ishq ka,

Ke sar jhuka jaha, deedar huya