Dil insaan kaa ek taraazu
Jo insaaf ko tole
Apni jagah par,Pyaar hai qaayam
Dharti ambar dole
Sab se bada such,Ek jagat mein
Bhed anek jo khole
Prem binaa jiwan sunaa..
Yeh paagal premi bole,
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
O baalam harjaai
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
O baalam harjaai
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
Zaalim kitni der laga di
Zaalim kitni der laga di
Tumne aate aate
Ab aaye jo ab naa aate
to hum jaan se jaate
Dil diwana diwane ko hum kaise samjhate
Detey Ram duhayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
Fursat bhi hai mausam bhi hai
Fursat bhi hai mausam bhi hai
Man hai rang raliyon mein
Chhup gayi hai tu Khushboo ban ke
Shayad in kaliyon mein
Maine tujhko kitna dhoondha
awara galiyon mein
Yeh awa az lagaayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
Mast hawa ne baat koi
Mast hawa ne baat koi
Aisi keh di kaanon mein
Jaise koi madiraa bhar de
Khaali paimaanon mein
Tadpaa daalaa aaj machalte
Dil ke armaanon ne,
Rut ne li angdayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
O'ba alam harjaai
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi