Jeena chahun khud se
Mujhse na poochhe koi meri zid ka pata
Jeena chahun khud se mujhko na roke na toke meri ilteja
Mujhe jeene ka shauk hai marne ka hai jazbaat khudi
Ko maine paa liya haasil kiya har mukaam jeena chahoon
Khud se mujhse naa
Poochhe koi meri zid ka pataa
Samajh na aayega tumhe
Samajha hai tumhe kya pata aisa jeena bhi kya hai
Saath mere jo main hoon toh khuda hai badna
Hai aage yeh meri dua hai yeh rasta hai chuna khud se
Dhoondi hai yeh manzilein khud hi mai jeena chahu mai
Jeena chahu jeena chahu khud se dil ka pata
Aaaaaaaaa main jeena jaaun