Meeran Waliyon ke Imam
Meeran Waliyon ke Imam
Meeran Waliyon ke Imam
De Do Panjtan ke Naam
Humne Jholi Hai Phailayi Bari Dair Se
Mere meeran
Humne Jholi Hai Phailayi Bari Dair Se
Daalo Nazr-e-Karam Sarkar
Daalo Nazr-e-Karam Sarkar
Daalo Nazr-e-Karam Sarkar
Daalo Nazr-e-Karam Sarkar
Apne Mangton Par Ek Baar
Humne Mehfil Hai Saja’yi Bari Dair Se
Mere meeran
Humne Mehfil Hai Saja’yi Bari Dair Se
Tum jo banao Baat Bane Gi
Tum jo banao Baat Bane Gi
Tum jo banao Baat Bane Gi
Mera
Tum jo banao Baat Bane Gi
Dono Jahan Main Laa’j Rahe Gi
Dono Jahan Main Laa’j Rahe Gi
Laaj rahe gi laaj rahe gi
Lajpa’al Karam ab Kardo
Lajpa’al Karam ab Kardo
Lajpa’al Karam ab Kardo
Mangton ki Jhooli Bhar Do
Bhar Do Kaa’sa Sabka Panjtani Khair Se
Mere meeran
Bhar Do Kaa’sa Sabka Panjtani Khair Se
Meeran Waliyon ke Imam
Meeran Waliyon ke Imam
Meeran Waliyon ke Imam
De Do Panjtan ke Naam
Humne Jholi Hai Phailayi Bari Dair Se
Mere meeran
Humne Jholi Hai Phailayi Bari Dair Se
Mushkil Jab Bhi Sir Par Aayi
Mushkil Jab Bhi Sir Par Aayi
Mushkil Jab Bhi Sir Par Aayi
Teri Rehmat Aare Aayi
Teri Rehmat Aare Aayi, aare aayi
Jab Main ne Tumhen Pukara
Jab Main ne Tumhen Pukara
Jab Main ne Tumhen Pukara
Kamaya Tera Sahara
Chalta Aasi Ka Guzara Teri Khair Se
Mere meeran
Chalta Aasi Ka Guzara Teri Khair Se
Meeran Waliyon ke Imam
Meeran Waliyon ke Imam
Meeran Waliyon ke Imam
De Do Panjtan ke Naam
Humne Jholi Hai Phailayi Bari Dair Se
Mere meeran
Humne Jholi Hai Phailayi Bari Dair Se
Daalo Nazr-e-Karam Sarkar
Daalo Nazr-e-Karam Sarkar
Daalo Nazr-e-Karam Sarkar
Daalo Nazr-e-Karam Sarkar
Apne Mangton Par Ek Baar
Humne Mehfil Hai Saja’yi Bari Dair Se
Mere meeran
Humne Mehfil Hai Saja’yi Bari Dair Se