menu-iconlogo
huatong
huatong
aayat-arif-pakistan-zindabad-cover-image

Pakistan Zindabad

Aayat Arifhuatong
mubinatalaathuatong
가사
기록
Sabko, sabko, sabko desh mein aazadi mubarak

Sabko, sabko, sabko desh mein aazadi mubarak

(Desh mein aazadi mubarak, aazadi mubarak)

Pakistan (Pakistan) zindabad (zindabad)

Zindabad (zindabad)

Tu hai to main hu, ae, mere watan

Tu meri chahat, tu meri lagan

Main tere hone se aazad hu

Tu mere gulshan, tu mera chaman

Tu hi mera dil, meri jaan hai

Tu hai toh tujhse meri shaan hai

Rahega Inshallah tu aabaad

Pakistan (Pakistan) zindabad (zindabad)

Pakistan (Pakistan) zindabad (zindabad)

Sabko, sabko, sabko desh mein aazadi mubarak

Sabko, sabko, sabko desh mein aazadi mubarak

Tohfa hai ye Allah ka

Humko ye usne ataa kiya

Hain aaj jo aazad hum

Ussi ne humko mauka diya

Allah ka hum pe hai kitna karam

Usne rakha hai humara bharam

Shukr-e-khuda hai ke usne kiya

Duniya mein uuncha humara aalam

Jazba liye dil mein aage badho

Naara labon se lagaate chalo

Batado duniya ko hum hai aazad

Pakistan (Pakistan) zindabad (zindabad)

Pakistan (Pakistan) zindabad (zindabad)

Tu hi mera dil, meri jaan hai

Tu hai toh tujhse meri shaan hai

Rahega Inshallah tu aabaad

Pakistan (Pakistan) zindabad (zindabad)

Pakistan (Pakistan) zindabad (zindabad)

Pakistan (Pakistan) zindabad (zindabad)

Pakistan (Pakistan) zindabad (zindabad)

Aayat Arif의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용