Hoon Abhi Main Jawaan Ae Dil Hoon Abhi Main Jawaan
Behosh Hoon Bin Piye Kal Ka Bhi Gham Kis Liye

Hoon Abhi Main Jawaan Ae Dil
Hoon Abhi Main Hoon Abhi Main Hoon Abhi Main Jawaan
Yeh Naghma Aur Yeh Fizaan Yeh Saaz Aur Yeh Sada

Jo Hai Ganimat Hai Aaj Kal Kaun Jaane Ho Kya

Ho Na Ho Yeh Samaa Ae Dil
Hoon Abhi Main Hoon Abhi Main Hoon Abhi Main Jawaan
Duniya Ka Kya Aitbaar Khona Na Apna Qaraar

Chun Le Muraadon Ke Phool Beete Na Yoon Hi Bahaar

Hosh Kaisa Yahan Ae Dil
Hoon Abhi Main