Vaakif nahi hai tu mujhse, o, sanam
Jitna dard doge, rahega utna kam
Jaane, hui kaise ye dooriyaan
Jitna tu tadpe, utna tadpe hain hum
Zinda rehne ke liye, teri kasam
Zinda rehne ke liye, teri kasam
Ek mulaqaat zaroori hai, sanam
Ek mulaqaat zaroori hai, sanam
Isse pehle ke ye saansein ho khatam
Isse pehle ke ye saansein ho khatam
Ek mulaqaat zaroori hai, sanam
Ek mulaqaat zaroori hai, sanam
"Rabba", "rabba" karta hai dard-dard
Mera duniya kyun na samjhe ishq-ishq
Mera kisi ko kabhi na mile yaara se judaai
Mera nahi, mera nahi vaqt-vaqt
Mera toote nahi, toote nahi sabr-sabr
Tera marke bhi karunga na tujhse bewafaai
Vaqt lagta hai, zara si der hoti hai
Kabhi to sau janam bhi kam pad jaate hain
Main samjhti hoon, magar, ye dil nahi samjhe
Lehar se kyun kinaare mil na paate hain
Jaane, hui kaise ye dooriyaan
Jitna tu tadpe, utna tadpe hain hum
Isse pehle ke mera toote bharam
Isse pehle ke mera toote bharam
Ek mulaqaat zaroori hai, sanam
Ek mulaqaat zaroori hai, sanam
Zinda rehne ke liye, teri kasam
Zinda rehne ke liye, teri kasam
Ek mulaqaat zaroori hai, sanam
Ek mulaqaat zaroori hai, sanam
Ishq ke dariya mein dil, dekho, dooba-dooba jaaye
Haar gaya jo khud se, vo phir haar nahi lag paaye
Ek taraf hai saari duniya, ek taraf jaanam hai
Chhod ke sabkuchh ishq nibhaaye, kaisa paagal-pan hai
Na Laila ne, na Majnu ne kheli aisi baazi
Rab naaraz hai, lekin phir bhi dono ke dil raazi
Rab naaraz hai, lekin phir bhi dono ke dil raazi
Ek mulaqaat zaroori hai, sanam
Ek mulaqaat zaroori hai, sanam
Ek mulaqaat zaroori hai, sanam
Zaroori hai, sanam
Ek mulaqaat zaroori hai, sanam