Yaad rakhunga main yeh bewafaai, yaar mere
Sirf lagi chaahat mein tanhaai haath mere
Main dil ko samjha lunga...
Main dil ko samjha lunga, tu khayaal tera rakhna
Zihaal-e-miskin makum baranjish
Bahaal-e-hijra bechara dil hai
Sunayi deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya hamara dil hai
Sunayi deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya hamara dil hai
Zihaal-e-miskin makum baranjish
Bahaal-e-hijra bechara dil hai
Sunayi deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya hamara dil hai
Sunayi deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya hamara dil hai
Toote dil ko jodein kaise, yeh batate jaao
Zinda rehne ki bas humko ik wajah de jaao
Yoon na phero, humse aankhein toh milate jaao
Koi waada kar jaao, koi dua de jaao
Mere liye thodi si...
Mere liye thodi si dil mein toh jagah rakhna
Khushi tumhari hai jab isi mein
Toh hum bhi aansu chhupa hi lenge
Wajah jo poochhega yeh zamana
Koi bahana bana hi lenge
"Chahe jo tu, paaye woh tu, " yeh meri fariyaad hai
Jee lein chahe, tum bin, yaara, hona toh barbaad hai
Jab tak na mar jaayein hum, uss pal ka intezaar hai
Itna hi tha kehna
Taqdeer mein tera-mera...
Taqdeer mein tera-mera yeh saath yahin tak tha
Sunayi deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya hamara dil hai
Sunayi deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya hamara dil hai