Tum agar manaoge toh maan jaaunga
Main tere bulane pe laut aaunga
Har safar mein saath tera
Main yuhi nibhaunga
Kabhi tumhe yaad meri aaye
P**n se zulf hata lena
Saaf dikhunga main tumko wahin
Jo na dikhun toh bata dena
Kabhi mujhe der jo ho jaaye
Waqt ko thoda bacha lena
Phir se milonga main tumko wahin
Jo na miloon toh saza dena
Aa...aa
Meri zameen ko tere kadam ka
Na jaane kab se tha intezaar
Ik na ik din aana hai tumko
Dil ko mere hai yeh aitbaar
Main khuda se tere siva
Kuch aur na mangun ga
Kabhi tumhe yaad meri aaye
Itni si baat samajh jaana
Phir se milonga main tumko wahin
Raah se meri guzar jaana
Hmm
Aa
Aa
Aa
Aa...aa