Karoon na koi bahana main
Lo mana tujhse hara main
Mana ki maine galtiyaan
Kusoor mera saara hai
Kabhi kabhi mann mera
Kuch aise mod mud jaaye
Dhoop si lage zindagi
Aise andheron mein le jaaye
Kuch na samajhta
Karoon bhi kya, bataayein kaun
Girta sambhalta
Pyaar kar toh loon, samjhaayein kaun
Nibhana kaise
Karoon na koi bahana main
Lo mana tujhse hara main
Mana ki maine galtiyaan
Kusoor mera saara hai
Jo hum tum dono aasmaan saara dekhein
Ye toh nahi ki dono ek taara dekhein
Ik dooje se juda, na jhoota na khara
Hai tera nazariya, hai mera nazariya
Aa koshish toh karein, aa samjhe toh zara
Main tera nazariya, tu mera nazariya
Chhodo yeh qisse, hasle zara, mit jaaye yeh shikve
Girte sambhalte, Pyaar kar toh le, seekh jaayenge
Nibhana kaise
Karoon na koi bahana main
Lo mana tujhse hara main
Mana ki maine galtiyaan
Kusoor mera saara hai
Karoon na koi bahana main
Lo mana tujhse hara main
Mana ki maine galtiyaan
Kusoor mera saara hai