Itna Naa Mujhse Tu Pyar Badha,
Ki Main Ik Badal Aawara
Kaise Kisee Kaa Sahara Banu,
Ki Main Khud Beghar Bechara
Isliye Tujhse Main Pyar Karu,
Ki Tu Ik Badal Aawara
Janam Janam Se Hu Sath Tere,
Hai Naam Mera Jal Ki Dhara
Itna Naa Mujhse Tu Pyar Badha,
Ki Main Ik Badal Aawara
Janam Janam Se Hu Sath Tere,
Hai Naam Mera Jal Ki Dhara
Mujhe Ek Jagah Aaram Nahi,
Ruk Jana Mera Kaam Nahi
Mujhe Ek Jagah Aaram Nahi,
Ruk Jana Mera Kaam Nahi
Mera Sath Kahan Tak Dogee Tum,
Main Desh Videsh Ka Banjara
Itna Naa Mujhse Tu Pyar Badha,
Ki Main Ik Badal Aawara
Kaise Kisee Ka Sahara Banu,
Ki Main Khud Beghar Bechara
Isliye Tujhse Main Pyar Karu,
Ki Tu Ik Badal Aawara
Janam Janam Se Hu Sath Tere,
Hai Naam Mera Jal Ki Dhara
O neel Gagan Ke Deewane,
Tu Pyar Mera Naa Pahchane
O neel Gagan Ke Deewane,
Tu Pyar Mera Naa Pahchane
Main Tab Tak Sath Chalu Tere,
Jab Tak Naa Kahe Tu Main Hara
Isliye Tujhse Main Pyar Karu,
Ki Tu Ik Badal Aawara
Janam Janam Se Hu Sath Tere,
Hai Naam Mera Jal Ki Dhara
Itna Na Mujhse Tu Pyar Badha,
Ki Main Ik Badal Aawara
Kaise Kisee Ka Sahara Banu,
Ki Main Khud Beghar Bechara
Kyun Pyar Mein Too Nadan Bane,
Ik Pagal Ka Arman Bane
Kyun Pyar Mein Too Nadan Bane,
Ik Pagal Ka Arman Bane
Ab Laut Ke Jana Mushkil Hai,
Maine Chhod Diya Hai Jag Sara
Itna Na Mujhse Tu Pyar Badha,
Ki Main Ik Badal Aawara
Janam Janam Se Hu Sath Tere,
Hai Naam Mera Jal Ki Dhara
Itna Na Mujhse Tu Pyar Badha,
Ki Main Ik Badal Aawara
Janam Janam Se Hu Sath Tere,
Hai Naam Mera Jal Ki Dhara