Milte hi aankhen dil hua
deewana kisika
Milte hi aankhen dil hua
deewana kisikaaa
Afsana mera ban gaya
afsana kisika
Afsana mera ban gaya
afsana kisika
Puchho na mohabbat ka asar
Haaye na puchho haay na puchho
Puchho na mohabbat ka asar
Haaye na puchho haay na puchho
Dam bhar me koi ho gaya
Parvana kisika
Dam bhar me koi ho gaya
Parvana kisika
Afsana mera ban gaya,
afsana kisika
Milte hi aankhe dil hua
deewana kisika
Haste hi na aajaaye kahii
Aankho me aansooon
aankho me aansooon
haste hi na aajaaye kahin
Aankho me aansooon
aankho me aansooon
bharte hi chalak jaaye na
paimana kisika
bharte hi chalak jaaye na
paimana kisika
Afsana mera ban gaya,
afsana kisika
Milte hi aankhe dil hua
deewana kisika