menu-iconlogo
logo

Zaalima

logo
Letra
Tu na jaanay mai kahan

Haan mai to tujh mei rawan

Kaisay khud ko rokun

Ek hi raasta

Haan ye dikhnay laga

Rahi na tujh mei wafa

Zara khud ko roko

De thora aasra

Tera sar aankhon par

Farmaan humsafar

Cheenon na mujh se saara mera tum jahan

Haan pachtaoun par

Kacha magar ye ghar

Na kar tu darguzar ulfat meri zaalima

O zaalima

O zaalima

Kyun badgumaan, zaalima

Zaalima

O zaalima

Kyun badgumaan, zaalima

Tu kon kyun kaisay kahan say

Agai meray jahan main

Nabz meri tu chalaye

Ankhon ko thanda karaye

Dunya ye zalim na sunna

Soorat nai seerat main gumna

Haq baat karwi lagey to

Ghairon kay saath hi chalna

Tera sar aankhon par

Farmaan humsafar

Cheenon na mujh se saara mera tum jahan

Haan pachtaoun par

Kacha magar ye ghar

Na kar tu darguzar ulfat meri zaalima

O zaalima

O zaalima

Kyun badgumaan, zaalima

O zaalima

O zaalima

Kyun badgumaan, zaalima

Tera peecha kabsey mainay kiya

Mera jeena tujse hi hai piya

Tera peecha kabsey mainay kiya

Mera jeena tujse hi hai piya

Tera sar aankhon par

Farmaan humsafar

Cheenon na mujh se saara mera tum jahan

Haan pachtaoun par

Kacha magar ye ghar

Na kar tu darguzar ulfat meri zaalima

O zaalima

O zaalima

Kyun badgumaan, zaalima

O zaalima

O zaalima

Kyun badgumaan, zaalima

Zaalima de Abdul Hannan/Hasan Raheem/Shahmeer Raza Khan – Letras & Covers