Kya main kahun ya main
Kahun kya main kahun kahani meri main leta rahun
Kuch sunne ko toh yahan pe nahi lafz hai
Kum hai kisse gayi hoon main
Laapata sa kyun nahi kuch dil ko bhata yun hi har raat
Dikh raha ae siyaah
Hai kaise sama
Bekhof jahan dil mein mere hai khauf khuda ye meri
Yun to armaan bade iraade sabhi tere hi dare hazaaron
Pehar sannata yahaan main kaun hoon
Kya mera pataaa kyu nahi kuch
Yunhi har rang siyaah siyaah hoon main lapata
Sa kyun nahi
Kuch dil ko paata yun hi har rang dikh raha ae siyaah
Din ba din badta hi jata bekhudi ka
Yeh nazara yun hi har din dikh raha hai aisa
Kya main kahu
Kya main sunau har jagah dikhta rahu main laapata sa
Ho nahin kuchh dil ko baatein
Ki har rang dikh raha hai suno