menu-iconlogo
logo

Makafat-E-Amal

logo
Letra
Raat ke saare chaar , ana sar pe sawaar

Overtake kar de koi to phir shuru zaati khaar

Ghar pe maa bhi beemar call aa rahi lagataar

Ghar pe jaldi aja beta subah jaana hai hume bahar

Bas 5 min 10 min taal raha me baate

Hum 4 baje roll karne do darya jaa re

Ghar chor de jani aaj scene mera off hai

Par bolu ye kese bharam tootne khauf hai

Ameero ka sheher hai gareebo kee khair hai

Hawa me insaaf nahi bas aisa hee ye sheher hai

Hamara lie dare tha ilaaka bhi gair tha

Chot ya maut agar 5 min bhi thertha

Akar me ragar de larke sab kattar se

Chakkar me parte nahi sar khulte pathar se

Ghar waale shak karte tripple pe 70 pe

Ana ko thais pohonche hum bhi phir takkar de

Baap oonchi flight to phir 2 3 guard dhaale me

Moo maari shuru to ragre me daalenge

Dashboard me crystal hatho me pistol

Thaane me setting wo jaan leke hee maanenge

Katne ka scene karo larna nahi hai

Peeche hatne ka scene aage bharna nahi hai

Abe chor aleem chor in se darna nahi hai

Mujh pe ghar kee zimedaari mujhe marna nahi hai

Wo power me tagre hum maut ko chak rahe

Maazraat pe baat aa gai compro me nakhre

Galti pe ho ke bhi gaaliyan wo bak rahe

Aye khuda tu aaj raat bas laaj meri rakh le

Thokar to parni thi thokar to laazmi thi

Thokar nahi parti to akal nahi aani thi

Kitno ko maazi me liya tha ragre me

Makafat e amal sahi maayne me chak re the

Konse contact or phir konsi PR

Kon kis ka dost or phir kon kiska YAAR

Ird gird gand dekhe badalte we rang dekhe

Usdin se pasand mujhe 4 deewar

Sheher me mukbar jaal bichae khabri

Unity gayab or larke sab ghabri

Hum haq pe hai larko koi baat nahi hai risk kee

Par paiso ke aage insaaniyat hee pisti

Insaniyat hee bikti hai quaid ke aage

Hum us raat sheher me sirf wahid the jaage

Salamat ghar pohonch jau maa par rahi rakaate

Maa afsurda dekh ke sheher ke khaake

Seedhi baat moo pe hath pardafash

Teri baat moo pe lath hawalat

Saare chaar popo bahar sawalat

Bara baap call pe sahab chalaan maaf

Aiteraz kyun ke ghanta insaaf

Mujhe maaf karne waala sab se khaas

Baaki sab zinda laash baaki gawa itihas

Jis ne kari hai bhalai wo to zinda hee nahi aaj

Is gaane ke baad shayad zinda nahi rahu

Tu gawah bas rehna me baate jo kahu

Pale bare hum bhi in sarko pe jani

Kitno ka behta wa dekha hai lahu

Me aaj kuch na kahu to kal kon kahega?

Ziyati hui saamne tu chup hee rahega

To kese tu dekhta hai kal apna acha

Jab badmashi kar raha hai 8 saal ka bacha

Mere sath mat khel me bhi pala bara yahee par

Jaha kee tu streaks bheje bethta tha wahee par

Apne hee hatho ye lete par lakri

Phir kehte hai jani tu aisa to nahi kar

Ab bol larke aankhe khol larke

Tu ne kamae kyun paise wo jhol kar ke

Ab bol larke baate gol kar ke

Tu ne bitae hai raate kyun roll kar ke

Raaz khol larke teri soul bharke

Jab bhi nikalta highway tu toll bharke

Mujhe khauf larke deti roz sarke

Phir bhi baith kar roz chapter ko close karte

Beta baap pe nahi tere koi laakho ke cheque

Ye gta nahi duniya hai chalta nahi hack

Dekh ke yu khush mujhe zamana jalta hai

Chalana hai ghar to kamaana to parta hai

Har ek baar me spit kara fact

Chaaro hee angle se larke ye whack

Soja tu abhi ya lele tu nap

Phir uth ke tu lena ye REALITY CHECK

Makafat-E-Amal de aleemrk – Letras & Covers