Aankhon main mari tujhe saadagi na dikhe
Aese kaise, mari jaanaa?
Ye sari baten jo adhoori si rakhi thim
Suun raha hai ab zamana
Subah ko aankh khulte yaad teraa aana
Ye kaisaa maajaraa hai, jaanaa?
Adaayen teri wo jo dil ko chho gai thim
Kabhi na kuch bhi main kaha na
Kabhi na kuch bhi main kaha na
Kabhi na kuch bhi main kaha na
Kabhi na, kabhi na, kabhi na, kabhi na
Kabhi na, kabhi na, kabhi na, kabhi na
Labo pa meree ye kahani, daastaan to hai purani
Saath hum rahiin ge, ye ummeed kar ke baithe the
Daga ke is pahaad main baja raha guitar main
Munh mod ke jo to mujh se hai yun chali
Mil gaya mujhe bahana
Ye sari baten jo adhoori si rakhi thim
Suun raha hai ab zamana
Sune gaa ab ye zamana
Sune gaa ab ye zamana
Sune gaa...
Sune gaa ab ye zamana