menu-iconlogo
logo

Maand

logo
Letra
Hmm, hmm, hmm

Miley tou tum kabhi nahi

Meri hasrat kyun bharkai be-waja?

Ke tum bina jiye agar

Hua kaise na ye jeena rayega'n

Dariya mere dil ka ye behta na

Dukhi dil ki sadaa kuch ye kehta na

Iski khamoshi ki tu wajah hai na

Dil se tang aa gaya yehi saza hai na

Ulfaton main nahi koi paimana

Mere apno ka mujh se ye kehna tha

Surmai teri aankhon main beh jana

Kya pata tere gham main hi rehna tha

(Mmm, rehna tha)

Kyun yoon sehte-sehte

Dil ko gham kha chuka, meri jaan

Kyun yoon rehte-rehte

Dikhe na koi disha

Kyun yoon sehte-sehte

Dil ko gham kha chuka, meri jaan

Kyun yoon rehte-rehte

Dikhe na koi disha

Jo tu nahi tou aisa main chehra

Ke jis ki khoobsurati maand parhi ho

Aisa main darya jo behna na chahe

Jo tu nahi to aisa main chehra

Ke jis ki khoobsurati maand parhi ho

Aisa main darya jo behna na chahe

Darya mere dil ka ye behta na

Dukhi dil ki sadaa kuch ye kehta na

Iss ki khamoshi ki tu waja hai na

Dil se tang aa gaya yehi saza hai na

Ulfaton main nahi koi paimana

Mere apno ka mujh se ye kehna tha

Surmai teri aankhon main beh jana

Kya pata tere gham main hi rehna tha

Kya pata tere gham main hi rehna tha

Aisa main darya jo behna na chahe

Maand de Hasan Raheem/bayaan/Rovalio – Letras & Covers