Amit ji ki badi mashhur film thi lawaris
Aur uska gaana to superhit gaana tha
Mere angne mein tumhara kya kaam hai
Mujhe yaad aa raha hai jab ham shows karte the
Aur jab ye gana amit ji gate the stage pe
Aur jab moti biwi ka zikar aata tha
To mera hath pakad ke ghasith ke stage pe le aate the
Aur mere sath dance karte the
Aur jab choti biwi ka zikar aata tha
To jaya bhabhi ke sath dance karte the
Unko god me uthake
Mere angne mein
Arre Mere angne mein tumhara kya kaam hai
Mere angne mein tumhara kya kaam hai
Jo hai naam wala
Arre jo hai naam wala wohi to badnaam hai
Mere angne mein tumhara kya kaam hai
Arre jiski biwi lambi uska bhi bada naam hai
Jiski biwi lambi
Haan jiski biwi lambi uska bhi bada naam hai
Kothe se laga do
Arre kothe se laga do seedhi ka kya kaam hai
Kothe se laga do seedhi ka kya kaam hai
Mere angne mein tumhara kya kaam hai
Arre jiski biwi moti uska bhi bada naam hai
Jiski biwi moti
Haan moti haan moti ho moti moti moti
Jiski biwi moti uska bhi bada naam hai
Bistar pe lita do
Arre bistar pe lita do gadde ka kya kaam hai
Bistar pe lita do gadde ka kya kaam hai
Mere angne mein tumhara kya kaam hai
Arre jiski biwi kaali uska bhi bada naam hai
Jiski biwi kaali haa
Arre jiski biwi kaali uska bhi bada naam hai
Aankhon mein basa lo
Arre aankhon mein basa lo surme ka kya kaam hai
Aankhon mein basa lo surme ka kya kaam hai
Mere angne mein tumhara kya kaam hai
Jiski biwi gori uska bhi bada naam hai
Jiski biwi gori gori gori
Arre jiski biwi gori uska bhi bada naam hai
Kamre mein bitha lo
Arre kamre mein bitha lo bijli ka kya kaam hai
Kamre mein bitha lo bijli ka kya kaam hai
Mere angne mein tumhara kya kaam hai
Arre jiski biwi chhoti uska bhi bada naam hai
Jiski biwi chhoti chhoti chhoti
Arre naati naati arre chhoti naati naati chhoti
Chhoti naati chhoti naati chhoti naati
Jiski biwi chhoti uska bhi bada naam hai
God mein bitha lo
Abbe god mein bitha lo bachche ka kya kaam hai
God mein bitha lo bachche ka kya kaam hai
Mere angne mein tumhara kya kaam hai haan
Arre mere angne mein tumhara kya kaam hai
Hey mere angne mein tumhara kya kaam hai
Jo hai naam wala
Arre jo hai naam wala wohi to badnaam hai
Mere angne mein
Haan mere angne mein
Haan mere angne mein tumhara kya kaam hai