menu-iconlogo
logo

Commentary Tabussum And Dekha Ek Khwab - Silsila

logo
Letra
Ye toh sabhi jaante hain ke amitji ke pita

Shri harivanshrai bacchan mahan kavi the

Isliye amitji ko bhi shero shayari ka bada jyada shauk hai

Oooooh aahahh

Woh ek sher sunate the aap bhi suniye

Milne ke waada toh mooh ke unse nikal gaya

Haye haye milne ke waada toh mooh ke unse nikal gaya

Kuch hi jagah toh maine kaha hanske khwaab mein

Hmmmm hmmmmmmm hmmmmmmm

Dekha ek khwab toh ye silsile hue

Door tak nighahon mein hai ghul khile hue

Dekha ek khwab toh ye silsile hue

Ohhaahhh door tak nighahon mein hain ghul khile hue ahhhhhhhh

Ye gila hai apki nighaon se

Pool bhi hai darmiyaan toh faasle hue

Lalllala dekha ek khwab toh ye silsile hue lalaalla hmm

Door tak nighahon mein ghul khile hue lalallal hmm

Meri sanson mein b**i khusbhoo teri

Ye tere pyaar ki hai jadugari ahhhhaahhhh

Teri aawaz hai hawaon mein

Pyar ka rang hai fizaoon mein

Dhadkano mein tere geet hai mile hue

Kya kahun main ke sharm se he lab sile hue

Dekha ek khwab toh ye silsile hue

Phool bhi hai darmiyaan toh faasle hue

Mera dil hai teri panahon mein

Aa chupa loon tujhe main baahon mein

Teri tasveer hai nighahon mein

Door tak roshni hai rahon mein

Kal agar na roshni ke kaafile hue

Pyaar ke hazaar deep hai jale hue

Dekha ek khwab toh ye silsile hue ahhhh

Door tak nighahon mein ghul khile hue ahhhhh

Ye gila hai apki nighaon se

Phool bhi ho darmiyaan toh faasle hue

Dekha ek khwab toh ye silsile hue

Door tak nighahon mein ghul khile

Ahhhhhahoooo ohhhhhh ahhhh aahhhhoh

Commentary Tabussum And Dekha Ek Khwab - Silsila de Tabassum/Kishore Kumar/Lata Mangeshkar – Letras & Covers