Har kalakaar ka safar
Tanha shuru hota hai
Lekin sath hoti hai
Apki sadbhavna aur
Ashirwad ki mangal dhavani
Main akela hi chala tha
Janib-e-manzil magar
Log saath aate gaye
Aur karwaan banta gaya
Kaanton se kheench ke
Yeh aanchal
Tod ke bandhan
Baandhe payal
Koyi na roko dil ki
Udaan ko
Dil woh chala aa
Aaj phir jeene ki
Tamanna hai
Aaj phir marne ka
Irada hai
Aaj phir jeene ki
Tamanna hai
Aaj phir marne ka
Irada hai
Apne hi bas mein
Nahi main
Dil hai kahin to hoon
Kahin main
Ho apne hi bas mein
Nahi main
Dil hai kahin to hoon
Kahin main
Ho jaane kya pa ke
Meri zindagi ne
Hans kar kaha
Ha ha ha ha ha ha
Aaj phir jeene ki
Tamanna hai
Aaj phir marne ka
Irada hai
Aaj phir jeene ki
Tamanna hai
Aaj phir marne ka
Irada hai
Main hoon gubaar ya
Toofan hoon
Koyi bataaye main
Kahan hoon
Ho main hoon gubaar ya
Toofan hoon
Koi bataaye main
Kahan hoon
Ho dar hai safar mein
Kahin kho na jaaoon main
Rasta naya aa
Aaj phir jeene ki
Tamanna hai
Aaj phir marne ka
Irada hai
Aaj phir jeene ki
Tamanna hai
Aaj phir marne ka
Irada hai
Kal ke andheron se
Nikal ke
Dekha hai aankhein
Malte malte
Ho kal ke andheron se
Nikal ke
Dekha hai aankhein
Malte malte
Ho phool hi phool zindagi
Bahaar hai
Tay kar liya aa
Aaj phir jeene ki
Tamanna hai
Aaj phir marne ka
Irada hai
Aaj phir jeene ki
Tamanna hai
Aaj phir marne ka
Irada hai