Khusravi achi lagi na, sarwari achi lagi

Ham faqiroon ko Madinay ki galli achi lagi

Hum faqiron ko madinay ki gali achi lagi
Door thay to zindagi bay rang thi bay-kif thi

Unkay kuchey main gaey to, zindagi achi lagi
Hum faqiron ko madinay ki gali achi lagi
Hum faqiron ko madinay ki gali achi lagi
Mahr-o-mah ki roshani mana kay achi hai magar

Sabz gunbad ki mujhey to, roshani achi lagi
Sabz gunbad ki mujhey to, roshani achi lagi
Hum faqiron ko madinay ki gali achi lagi
Khusravi achi lagi na, sarwari achi lagi
Main na jaun ga kahin bhi, dar Nabi ka chaur kar

Mujh ko ku’ey Mustafa ki chaa kari achi lagi
Hum faqiron ko madinay ki gali achi lagi
Naaz kar tu aey Halima Sarwar-e-Kownain par
Gar lagi achi to teri jhown parhi achi lagi
Hum faqiron ko madinay ki gali achi lagi
Teri khatir saanp say daswa liya siddique ny

Ashaqan-e-Mustafa ko ye ada achii lagi
Hum faqiron ko madinay ki gali achi lagi
Aaj mahfil mein Niyaazi, naat jo maine parhi