Kyun lage tu saamne he
Sach to hai ki too jaa chuki hai
Rooh mein ab bhi tu basi hai, jaan-e-jaan
Saansein bin saansein chal rahee hain
Shab to hai subah kee kamee hai
Tujhme shuru-khatam zindagi hai, jaan-e-jaan
Too hee to hai zarurat meri
Tujme hee cchopa hoon kaheen
Ban ke phir se meri zindagi de-de khushee
Dua ban jaa dava ban jaa
Mohabbat mein mujko fanaa kar jaa
Dua ban jaa dava ban jaa
Mohabbat mein mujko fanaa kar jaa
Too jab milaa tha khuda ban gaya tha
Too chalaa jo gaya hai kaheen khuda pe bharosa nahin
Too jab milaa tha khuda ban gaya tha
Too chalaa jo gaya hai kaheen khuda pe bharosa nahin
Dil mein ab bhee aarazoo hai
Main teri aur mera sirf too hai
Rooth ke bhi mujhse judi, jaan-e-jaan
Karnaa chaahoon main tujko hasil
Rasta tu tu hi meri manzil
Berukhi ab mita mujhse tu bhi, jaan-e-jaan
Too hee to hai zarurat meri
Tujme hee cchopa hoon kaheen hey
Ban ke phir se meri zindagi de-de khushee
Dua ban jaa dava ban jaa
Mohabbat mein mujko fanaa kar
Dua ban jaa dava ban jaa
Mohabbat mein mujko fanaa kar jaa
Kyun lage tu saamne he
Sach to hai ki too jaa chuki hai
Rooh mein ab bhi tu basi hai, jaan-e-jaan