menu-iconlogo
logo

Maqaam

logo
Тексты
Sapne bht brhe they meri okaat se

Me mara jata inhi halaton k hath se

Maa sune gaaney wo khush meri art se

Sch kaho toh maa ne pala brhe laad se

Me jesa likhta ho wesa houn bhi

Mere irado k age dha jaega toh bhi

Phone bnd ab me nhi rkhta ab rabtey

Aj taali peetein kl tk jalne walo me se ap they

Pareshan me khasta makaan me

Maa ki duaein khuda k hifz o aman me

Wo pasbaan he wo pasbaan tha

Mere irado ko wohi behter janta

Esa lagne laga tha muskilein meri taak mein

Me us din jaga jis din dekha anso baap ki ankh me

Mila khaak me agg se rakh me kafir ko roote dekha

Me ghr se nikla krne mushkilo k khatme

Safer per nikle hoe musafir ko khote dekha

Toh kese mjhe aeinge phr yaad sage

Dekha zamana apno ko apne dobote dekha

Josh e jawani ki ghlti ka hisaab kaha

Maa mjhe boli beta bnna tumhe baap sa

Per me khud me khud ka idiol

Me khud ko ainey me dekho bolun koi nhi he apsa

Joshe jawani m**i ghltian sudharo

Zindagi ek race he me ese kese haaron

Me likhat me bhi dechuka houn maa ko

K maa fikr na ker me aane ane wala star houn

Kbhi jeet lagey kbhi lage haar bhi

Koshishoun se hojate hein berhe paar bhi

Mene qalam uthaya tha yehi soch k

K yeh duniya bht peeche meri soch se

Kch dete gali kch dete hate bhi

Kch mare taali toh kch krte hein relate bhi

Hum bar bar toot k udaas they

Nadanio me ghalat chuney rastey

Hum sb hi k hi ek jese haal they

Hum sb hi dill me kch sawal they

Ave zindagi tihse brhe aille mihe

K zindagi me hoe bht malal they

Hustle ki hai mene hassad nhi ki bhai

Sultan janta he I never lie

Naseeb se mile savage umar shareh jese bhai

So f**k the competition chorho kon kis se high

Bilawajah me in muhskilo ka bojh lo

Isse axha me koi dosra jism khojlo

Ya soch lo mjhme kitne aib they

Me toota hoa mola gheib se hi madad bhejde

Tootey hoey ab wo madad bheje gheib se

Kbhi kbhi shok bhari prhe jeib pe

Duniya khush hoti mere her ek aib se

Toh bhi hansle mjhpe agr tjhe zeib de

Dua e maghfirat me betha jinhe kho k

Yeh smjh aya kch nhi milega qaber pe roo k

Sath wale brhe bhai dost hokey

Gher sath chle sage dere dhoke

Duaon se toh thum jate hein toofan bhi

Meri k0amiyabi se hote heran bhi

Nhi laga wafa ki umeed insan se

Binmafaad toh laut te nhi girdan bhi

Hn urooj per tha pehle zawal mera

Hn sahi suna khasta tha bht haal mera

Yeh muskilein bhi bht kch sikhati hein

Kisne kaha he duaein rang nhi latein hein

Lambi hein ghum ki shaamein mgr shaam hein

Humne

Jana he us kinare jaha lehre bhi nakaam hein

Wo hi maqam tha wohi maqam hai

Me ab bhi wohi houn agr bdla toh woh yeh jahan hai

Wo maqam tha ab bhi wo maqam hai

Jana he us kinare jaha lehre bhi nakaam hein