menu-iconlogo
logo

Inqilab (feat. Fury Rapsters, JJ47 & Talhah Yunus)

logo
Тексты
Darja-e-harrarat barega yeh saalon ki chahat

Lagi kaafi laagat khare is jagah par

Ghaari ko na taaka lara khud hi jaakar bani kafi takat

Saqafat se bahar tu kia teri aarzu

Chalta na naam yun haatho ko baandh tu

Karle ehsaan hai far tu par kar

Haar ko ginle ya saaal tu

Khaas tha raabta kara khatam

Maazi ke saath hi bara qadam

Jaane ke baad hi dikhta janam

Sike jo palte tou chalta qalam

Shayar mein saath mai gulshan ka bro

Hain baatein yeh zaahir tou better you quote

Gawah saare jeete log bharosa na

Bhoolo tha peeche jo

Sabaq liya palat diya scene ko

Taraqqiyan parakh li to garak kiye neech log

Sarhad pare sabaq diye garam kare beef tou

Faraq karein alag karein bharakte yeh teen bros

Hustle pe na flex yeh farz hai

Fakhar hai yeh paair tak sar se

Safar kara tai yeh marke

Bachte zinda sadkе sabke

Kala ka tou kaatil hai maktab

Gardish mai duniya nikalein sab matlab

Manzar kashi karta zindagi markaz

Inse rahunga mutaasir mеin kab tak

Jawaab na haasil hain kaafi sawaal

Khhobiyan chupi thi andaar hazaar

Jale panne dhair raakh

Aage bhi baaqi hain beshumaaar

Khuwahishein dil mai rakhte

Karte zyada ab shikwe sab yeh

Rab ka saaya yeh waqt jo aya

Hustle numaya har lafz hai haq pe

Barhe jo silsile

Saare yeh nil pare

Jaane kyu dil pe lein

Waqif in saaro ki rag rag se

Khuwahishein dil mai rakhte

Karte zyada ab shikwe sab yeh

Rab ka saaya yeh waqt jo aya

Hustle numaya har lafz hai haq pe

Barhe jo silsile

Saare yeh nil pare

Jaane kyu dil pe lein

Waqif in saaro ki rag rag se

Laga reh chingari bharak uthi agg mein

Duniya hari kalakaari bhari pari saal mein

7 se 1 na parha par likha tha saath mein

School kills art par ye shurwaat hui class mein

Dekhe khuwaab jinhe poora karne ko phir soye nai

Dete daat manzil pass raston mein khoye nai

Behti mein dhoye nai gir uthey par roye nai dam khudke sang koi nai zakham ko hum

Dhoye nai

Aghaaz kese bhulun ikhtitaam ko

Naaz ke hum vo fans haath bandh "Inqilaab" jo

Cash kare na trends hum pehchan dein is art ko ruke na gire ghaat jo mout hi torey saath

Ko khot jo hain hazaar tou pyaar dete lakhon

Suney vo is khitaab ko jaley jo hum bebaak hon gale lage maa baap jo giley karein ajj shaat vo silsiley ye naaplo phir bole tum far ho

Dekh dekh apna scene alag puche mujhse scheme

Talab gaane ye afheem falak chhute par zameen qadam cheen qalam tor bharam

Lele chahe 100 janam jake kar tu laakh jatan

Marke bhi na ho khatam le kasam ye karam

Jeete jii ye jeet sitam mere in mukhalifoun pe

Mukhtalif ye soch jo hum taalib rehte ghalib hoke

Raatoun ko mussanif sooraj nikle to musafiroun mein

Kaadir tabhi kaabiloun mein qasir vo jo kaayar khodein shatir banke khudki qabar

Sifar se ye shuru safar

Magar khare 100 pe

Neeyat ke na khotey

Chorey na ye mouqey

Na kandhe jhuke bojh se

Dhoke khaye roz ke toktey kahan vo be

Totke laye roz ke rokna chahe roz ye

Raaz chupaein kouf se zain bole to chordein

Back dete jokhay rok sakey tou rokley

Im out

Khuwahishein dil mai rakhte

Karte zyada ab shikwe sab yeh

Rab ka saaya yeh waqt jo aya

Hustle numaya har lafz hai haq pe

Barhe jo silsile

Saare yeh nil pare

Jaane kyu dil pe lein

Waqif in saaro ki rag rag se

Khuwahishein dil mai rakhte

Karte zyada ab shikwe sab yeh

Rab ka saaya yeh waqt jo aya

Hustle numaya har lafz hai haq pe

Barhe jo silsile

Saare yeh nil pare

Jaane kyu dil pe lein

Waqif in saaro ki rag rag se

Aaj phir! Laru kis main khatir

Na gir! Agar uthney ka kabil

Jahil! Log samjhey main shatir

Zahir! Jo dimagh rakhon hazir

Fazil! Ilam itna mujhe hasil

Shayari jaisey hoti mujhe nazil

Tujhe masley to seedha mujhse aa mil

Rab sath to chahey phir koi muqabil

Tumhe lagey yeh waqat bara qeemti

Aesho ayashi main dunya k faiday

Sab yeh asool puraney

Qaida seekhae na jeeney k qaiday

Shoor main kuch na sunai dey

Mu main nah bachtey hain zaiqay

Maut ka din to muqarar

Phir kyun zindagi bhar k muhaiday

Kai qadam chala badan mera toot-ta raha

Rasi thami per hath mera choot-ta raha

Khuwab jesay koi bubble jo k phoot-ta raha

Lafz qeemti zamana sara loot-ta raha

Main khud sey puchta raha

Paheli bhooj-ta raha

Jeetey jee jeney ki waja dhundta raha

Yeh geedron ka jhund mujhe ghoorta raha

Mujhe hate detey main inpe moot-ta raha

Bara dil ho tabhi bari baatien krna

Agar lafzon k kharey! To kyun wadey krna

Jab iradey krna to seedhey sadhey krna

Laundey borion main bund hamey atey krna

Khoye jab yaar puraney

Dunya raas nahi ati

Aik call pe hain or later roger

Per qabar tk yeh awaz jati

Khuwahishein dil mai rakhte

Karte zyada ab shikwe sab yeh

Rab ka saaya yeh waqt jo aya

Hustle numaya har lafz hai haq pe

Barhe jo silsile

Saare yeh nil pare

Jaane kyu dil pe lein

Waqif in saaro ki rag rag se

Khuwahishein dil mai rakhte

Karte zyada ab shikwe sab yeh

Rab ka saaya yeh waqt jo aya

Hustle numaya har lafz hai haq pe

Barhe jo silsile

Saare yeh nil pare

Jaane kyu dil pe lein

Waqif in saaro ki rag rag se

Taraste log milna mujhse, dhunn mai ghum

Nikalen kese dil mai ghuss ke, sun te sun te, milay mujhe chalte rastay, ilm bhi dhun mai

Aja un pe mil ke hastay, din ba din

Badal chalay jo fame ki chuss mai, nai tha bas mai

Khayi hui khud se qasmein, likhta sach mai

Dauron nass mai , dekhay sadmay, dughti rag ye

Jaanay rabb ye, likhraha kab se

Wazan meri zabaan mai, qalam uthay ye shaan se

Fakhar hota hai kaam dekh, heeray niklengay kaan se

Chooyengay asmaan ye, kalla ko hum pehchaante

Kharay karen hum rongtay, rap ko asal naam den

Yaaron k liye jaaan den, phoolon mai bhi ho kaantay

Musaafir hai hum maante, marengay seena taan ke

Divanay jese shaam ke

Kaanptay log ye saamne, sath den, meharban se

Sarak ko bharak den

Woh daren meri jhalak se

Sarak ba-falak tak ka

Safar, phussay halaq mai

Palak se challakte ansu

Jab qismat palat den

Dunya sa alag , bara farak

Baaten karak sirff

Khuaahishen poori

Mujhe pasand nai mashoori, agar qadar ho adhuri

Mera sabar meri khoobi, rahu nazar mai logon ki

Chale khabar kahun jo bhi

Meri zindagi ek movie

Apni kabar khud hi khodi, likhen nazam wo b jhooti

In ki hassad in ki khoobi, lagay chaadar ye b choti

Na shukron ki bhardee jholi, saazishen jese yahoodi

Kamar pe khopen ye churri, hota hazam nai mai moody, lafzon se chara du sooli

Sarr nai jhukte, bol kese hum rukte

Log aaj bhi thukte, kabhi hum b good thay

Likhe dil k dukhray, gaanay dil k tukray

Saalay jalte mujh se , kiu k nikla hood se

Khuwahishein dil mai rakhte

Karte zyada ab shikwe sab yeh

Rab ka saaya yeh waqt jo aya

Hustle numaya har lafz hai haq pe

Barhe jo silsile

Saare yeh nil pare

Jaane kyu dil pe lein

Waqif in saaro ki rag rag se

Khuwahishein dil mai rakhte

Karte zyada ab shikwe sab yeh

Rab ka saaya yeh waqt jo aya

Hustle numaya har lafz hai haq pe

Barhe jo silsile

Saare yeh nil pare

Jaane kyu dil pe lein

Waqif in saaro ki rag rag se