menu-iconlogo
logo

New Vs Old 2 Bollywood Songs Mashup

logo
Тексты
Janam janama janam saath chalna yuhin

Kasam tumhe kasam aake milna yahin

Ek jaan hai bhale do badan ho judaa

Meri hoke hamesha hi rehna

Kabhi na kehna alvidaa…

Humein tumse pyar kitna

Ye hum nahi jaante

Magar jee nahi sakte

Tumhare bina…

Aan Hume tumse pyar.

Tujh sang bair lagaya aisa

Raha na main phir apne jaisa

Ho raha na main phir apne jaisa.

Kya huwa tera vaada

Woh qasam woh iraada

Bhoolega dil jis din tumhe

Woh din zindagi ka aakhri din hoga

Kya huwa tera vaada.

Haan seekha main jeena jeena Qaise jeena

haan seekha main jeena mere hum-dum

Na seekha kabhi jeena jeena, Qaisey jeena,

Na seekha jeena tere bina humdum.

Tujhse naraaz nahi zindagi

hairaan hoon main Ho hairaan hoon main

Tere masoom sawalon se

Pareshaan hoon main Ho pareshaan hoon main.

Jo teri khaatir tadpe pehle se hi

Kya usay tadpana,

Oh zaalima oh zaalima

Jo tere ishq mein behka pehle se hi

Kya usay behkana

oh zaalima oh zaalima.

Jeeye toh jeeeye, kaise? bin aapke -x2,

Jeene de naa jeene de naa

Zindagi tu jeene de naaa -x2,

Aao hazoor tumko

Sitaaron mein le chalun

Dil doob jaaye aise

Baharon mein le chalun.

Aao hazoor aao.

Mere dil mein jagah khudaa ki khaali thi

Dekha wahan pe aaj tera chehra hai

Main bhatakta huwa bas ek baadal hoon

Jo tere aasmaan pe aa ke thehra hai.

Ye shaam mastaani Madhosh kiye jaaye

Mujhe dor koyi kheeche

Teri ore liye jaaye.

Oh soniye

tera mera saath yuhin rehna

Oh soniye

har jind meri ban rehna.

Mere mehboob kayamat hogi

Aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi

Mere mehboob…

Khwaja mere khwaja

Dil mein samaaja

Shahon ka shah tu,

ali ka dulara.

Tu mann ya na mann dildara

Asaan te tainu rab manneya (a--aaaa) alaap by boy

Tu mann ya na mann dildara

Asaan te tainu rab manneya

Tu mann ya na mann dildara

Asaan te tainu rab manneya

New Vs Old 2 Bollywood Songs Mashup от Raj Barman/Deepshikha - Тексты & Каверы