Ab hai saamne
Issey chhoo loon zaraa
Mar jaaoon ya
Dhoop mein jalte huey tann ko
Chhaya perh ki mill gayee
Roothe bachche ki hansi jaise
Phuslaane se phir khill gayee
Kuchh aisa hi abb mehsoos dil ko ho rahaa hai
Barson ke purane zakhm pe marham laga sa hai
Kuch aisa rahem, iss lamhe mein hai
Ye lamha kahaan tha mera
Ab hai saamne
Issey chhoo loon zara
Mar jaaoon ya jee loon zara
Khushiyaan choom loon
Yaa ro loon zaraa
Mar jaaoon yaa jee loon zaraa
Abhi mujh mein kahin
Baaqi thodi si hai zindagi
Jagi dhadkan nayi
Jaana zinda hoon main toh abhi
Ek aisi chubhan iss lamhe mein hai
Ye lamha kahaan tha mera
Ab hai saamne
Issey chhoo loon zara
Mar jaaoon ya jee loon zara
Khushiyaan choom loon
Yaa ro loon zaraa,Mar jaaoon ya jee loon zara